Jisne Maula Ali Ko Pukara Nahi
Jisne maula Ali ko pukara nahi Uska dunya mein koee sahara nahi Rotiyan gar na dey Ahl-e-bayt-e-Nabi Ay farishto tumhara guzara nahi Jiska maula hoon main uske maula Ali Jo Ali ka nahi wo hamara nahi Qum may mimbar bana kar ye bole Nabi Ye hai mimbar Ali ka tumhara nahi Sirf maula Ali ke ye kirdaar hain Zer kar ke bhi dushman ko mara nahi Ghar saja kar pareshan rahe raath bhar Ek taara Khuda ne utaara Nahi Jao ab jaake baaghe fidak main raho Ghaasibo baage jannat tumhara nahi Jis mein zikr-e-Ali Murtuza gar na ho Wo ibadath Khuda ko gawara nahi Poet: unknown