Noor Ki Anjuman Fatima (2008)
Noor ki anjuman faatima markaze panjetan faatima 1. Arsh se ban ke aayi hai tu murtaza ki dulhan faatema 2. Kehkasha se zyaada hasee tere ghar kaa chaman faatema 3. Khuld ka arsh par hai dimaa chu ke tere charan faatima 4. Kab kisi maa ne paida kiye fir hussaino hasan faatima 5. Ban gaya tera baaghe fidak ghaasibo ka kafan faatima 6. Boli zainab se ruhe ali sar utha aur ban faatima 7. Hai yeh qaule nabi ai sarosh mera tan mera man faatema