Posts

Showing posts from 2016

Muhammad Hamare, Badi Shaan Waale

Salle Ala Nabi Ye Naam, Salle Ala Mohammadin -2 Sallalaho Alaihi Wassallam.....2 Mohammad Hamare Badi Shaan Waale..... (3) Woh Nabio Mein Rehmat Laqab Paane Waale..... Mohammad Hamare Badi Shaan Waale..... Khuda Jis Ke Sine Pe Quran Utare Mudassir Kahe Aur Muzammil Pukaare Woh Noor -e- Khuda Do Jahan ke Ujaale Mohammad Hamare Badi Shaan Waale..... (2) Jab Aaie Zameen Par Mohammad Hamare Falak ne Zameen Par Bichaie Sitare Uthae Sar zameen Ne Arab Se Yeh Naare Mohammad Hamare Badi Shaan Wale....2 Nawase Jo Roye To Roye Mohammad Woh Jab Taq Na Soye Na Soye Mohammad Do Aankhe Nabi Ki The Dono Nawase Mohammad Hamare Badi Shaan Waale..... (2) Nawasa Mazaare Mohammed Pe Aaya Kaha Pyaare Nana Yeh Waada Hai Mera Hai Islam Ab Karbala Ke Hawaale Mohammad Hamare Badi Shaan Waale..... (2) Sada Aaya Qabre Mohammed Se Beta Dua Go Hai Nana Ali or Zehra Chale Gazi Abbas Parcham Sambhale Mohammad Hamare Badi Shaan Waale..... (2) Woh Ashur Ka Din Mohammad Ka Qunba Jo Maqtal Mein...

Noor Ki Anjuman Fatima (2008)

Noor ki anjuman faatima markaze panjetan faatima 1. Arsh se ban ke aayi hai tu murtaza ki dulhan faatema 2. Kehkasha se zyaada hasee tere ghar kaa chaman faatema 3. Khuld ka arsh par hai dimaa chu ke tere charan faatima 4. Kab kisi maa ne paida kiye fir hussaino hasan faatima 5. Ban gaya tera baaghe fidak ghaasibo ka kafan faatima 6. Boli zainab se ruhe ali sar utha aur ban faatima 7. Hai yeh qaule nabi ai sarosh mera tan mera man faatema

Abbas Tere Dar Sa

Sunle sada mere sakhi Maula.....x4 Jhukte hai jahaa shahi tera wo aasta...x2 Abbas tere dar sa duniya me dar kahaa'n Maula.....abbas tere darsa... Maula Tu qamre bani hashim zehra ki tu dua hai...x2 Saya tere alam ka do jag pe bakhuda hai...x2 Tere alam ko chumne jhukta hai aasmaa... Jo bhi khuda se maanga tere alam se paaya...x2 Tere alam ka saya hai kibriya ka saya...x2 Kyu na tere alam pe aakar kahe jahaa'n Abbas....maula....abbas...maula Tere dar ke hai bhikari sab Auliya Kalandar...x2 Sajde kare farishte chaukhat pe teri aakar...x2 Dene lage zamee'n par Qudsi bhi ye azaa'n Abbas....maula....abbas Mushkil kusha ali hai mushkil kusha hai tu bhi...x2 Wo dast e Kibriya hai Rabbe wafa hai tu bhi...x2 Padhte hai Aliwaley ye manqabat yaha Abbas....maula....abbas Rauze pe tere aake ehsaas ye hua hai...x2 Ye ghar hai Panjetan ka is gharme hi khuda hai...x2 Sajde me girgaya mai dekar yahi bayaa'n Abbas....maula....abbas dar dar bhatakne walo ek ba...

Haidar Haidar Haidar

Ali wali ki wila ke aseer baithe hai Qasam khuda ki sabhi ba zameer baithe hai Bani thi 13 rajab ek lakeer kaabe me Usi lakeer ke saare faqeer baithe hai Haider haider haider haider..(2) Nafse nabi zehra ka shauhar Haider haider haider haider..(2) Fatahe khaibar kaabe ka gauhar Haider haider haider haider..(2) 1. Waqt e zahoor kareeb jo aaya jhoom ke ye kehne laga kaaba tere liye hi bana hai ye ghar 2. Haider se mansoob jo hoga usko khuda mitne nahi dega dekh lo khud kaabe me jaakar 3. Padh de agar zinda ka janaza zinda bhi hojata hai murda zinda kare fir maar ke thokar 4. Zinda hai duniya me ye kehkar Meesam, qambar malik e ashtar marte kaha hai tere naukar 5. Naade ali padhkar jo pukara palke idhar jhapki aur aaya karne madad bus ek sadaa par 6. Har gham har mushkil me pukara momin ka hai ek hi naara har lamha dum mast qalandar Hoo.....gar 'alif' se lo insaan ali 'be' se kaamil burhan ali 'te' se tath...

Jab Khuda Ko Pukara

Jab Khuda ko pukara ali aa gae..(4) jab khuda ko pukara ali aagae jab ali aagae zindagi aagai.....3 zindagi bandagi roshni aagai, roshni aagai aagai aagai jab khuda ko pukara ali aagae, jab ali aagae zindagi aagai 1. Maut inke muhibbon ko aati nahi, aa bhi jae to phir bach ke jaati nahi maut ka kya khatar maut se kya hai darr, is se bach na bhi kya aagai aagai jab khuda ko pukara ali aagae, jab ali aagae zindagi aagae 2. Teri masnad pe gairon ko bithla diya, warise mustafa mazhar e kibriya tu ali o wasi o wali hi raha, manzilat me teri kya kami aagai jab khuda ko pukara ali aagae, jab ali aagae zindagi aagai 3. Hum ke sarsar ishk o tawalla me the, jaante hi na the nafraton dushmani yeh tabarrah bhi wallah  kya cheez hai, hum ko aghyar se dushmani aagai jab khuda ko pukara ali aagae, jab ali aagae zindagi aagai 4. Maslak e ishk me maangna ayb hai, mai bhi khamoosh hun woh bhi khamosh hai unko sub hai khabar isliye chup hun mai, kya hua...