Tum Azakhana Saja Kar Dekhna
Apni kismat azma kar dekhna (Apni kismat azma kar dekhna, Tum azaa khaana sajaa kar dekhna)x3 (Khud munafiq ka pata chal jayega)x2 Nara-e haider laga kar dekhna Tum azaa khaana saja kar dekhna (Apni kismat azma kar dekhna, Tum azaa khaana sajaa kar dekhna)x2 (Ho agar jannat zami(n) par dekhni)x2 Karbala ek baar jaakar dekhna Tum azaa khaana saja kar dekhna (Apni kismat azma kar dekhna, Tum azaa khaana sajaa kar dekhna)x2 (Ambiya ko dekhna chaho agar)x2 Halqaye matam me akar dekhna Tum azaa khaana saja kar dekhna (Apni kismat azma kar dekhna, Tum azaa khaana sajaa kar dekhna)x2 (Tum ko Zehra ki dua miljayegi)x2 Parcham-e- ghazi uthaa kar dekhna Tum azaa khaana saja kar dekhna (Apni kismat azma kar dekhna, Tum azaa khaana sajaa kar dekhna)x2 (Woh to phir maula Ali hai hashr mei)x2 Martaba Qambar ka aakar dekhana Tum azaa khaana saja kar dekhana (Apni kismat azma kar dekhna, Tum azaa khaana sajaa kar dekhna)x2 (Chand-e- taare dekhna chaho agar x2) daagh...